sufi ki dil ki awaz

1)
Mere dil me tu basta  hai 
Mere dil me tu basta hai 

Agar kahu tu mere dil me basta hai 

Ye to tere shan me gustakhi  sa lagta hai


2)
 ey khuda tu paak e har chiz hai 

Ey khuda tu paak e har chiz hai 


Fir bhi bande tukhe chizo me kyo dhudte hai 


3)
Tu ne parda kiya tune parda nahi kiya 
Tu ne parda kiya tune parda nahi kiya,

Ey khuda tune kya kiya tune kya nahi kiya 
Ey khuda tune kya kiya tune kya nahi kiya 

Fir bhi tune kiya or tune hi kiya 
Fir bhi tune kiya or tune hi kiya 


4)
 tujhe dost ki jarurat thi 
Tune dost ko socha 

 tujhe dost ki jarurat thi 
Tune dost ko socha 

Dost ke ane ke pahile tuni 
Dost ke liye puri duniya bana dali 

5)
jannat jahannam
 jannat jahannam

Sab banaya tune 


Marzi bhi khud ki chali tune 

Kon kaha kab jyga iski taqdir bhi likhai tuni 


Ye khel bhi tera. Or khilaya bhi tune 


6)mujhe kuch nahi lena 
Mujhe kuch nahi lena 


Ab is jahan se 


Tere dost ki dosti dilai tune 
Tere dost ki dosti dilai tune 


7)akhir sufi siraj itna hi kahe ga 

Yaha to tune dost ki mahobbat ke liye bheja tha 

Or waha hame dost ki mahobbat ke baje  se bulayegsa



Ap ka sufi saiyyad sirajjyouddin 

Comments

Post a Comment